Mumbai Mausam – Iss Weekend Din Me Temperature High Rahega, 1 Se 5 April Rimjhim Baarish Hone Ki Sambhavna
[ads]
Mumbai Me Pichle Kuch Dino Se Din Me Temperature High Aur Raat Ka Temperature Low Reh Raha Hai.
View this post on Instagram
Aaj Mumbai Ka Maximum Temperature 33.6°C Record Kiya Gaya Hai Aur Raat Ke Waqt Temperature 23°C Ho Sakta Hai.
Indian Meteorological Department (IMD) Ki Maane Toh Kal, 30 March (Sunday), Din Ka Temperature 34-35°C Tak Pahunch Sakta Hai.
Mausam Ke Jankaron Ki Maane Toh Next Week Mumbai Ke Mausam Me Bada Badlav Dekhne Mil Sakta Hai Aur 1 April Se 5 April Ke Dauran Mumbai Aur MMR Areas Me Baarish Hone Ki Sambhavna Hai.










