All NewsBreaking NewsMumbai

Union Budget 2025 session aaj se Parliment me shuru hoga, Finance Minister Nirmala Sitharaman pesh karengi Budget

Union Budget 2025 session aaj se Parliment me shuru hoga, Finance Minister Nirmala Sitharaman pesh karengi Budget

 

Aaj se Parliament Budget session shuru hua, jisme pehle din President Droupadi Murmu Parliament ke dono sadan ko Sambhodit karengi

Advertisement

 

 

View this post on Instagram

 

Advertisement

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)


Kal yaani ke 1 Februray se Union Budget pesh kiya jayega jise Union Finance Minister Nirmala Sitharaman pesh karengi

 

PM Narndra Modi ki third term sarkar ka yeh dusra aur Union Finance Minister Nirmala Sitharaman ka yeh 8th budget hai

 

Budget session 2 parts me hoga, first part aaj 31st January se 13 February tak hoga uske baad second part 10 March se shuru hoga aur 4 April tak rahega

 

Aisa mana jaa raha hai ke iss Parliament Budget session me hi 19 Bill pass kiye jaa sakte hain jisme Waqf Amendment Bill bhi shamil hai

 

 

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker